Shukriya Bayaan Kar Nahi Sakta

Haath pe haath rakh kar baith nahi sakta,
Kehni hai jo itni baatein,
Chup rehke keh nahi sakta.
Bitaadi maine zindagi bas hoslo pe apne,
Di jinhone duayeein mujhe har waqt,
Unka poori tareh shukriya bayaan kar nahi sakta.