Khaamoshi ko kisi ki kuch naam nahi diya karte,
Bhejte to rahe sandesh wo harpal,
Bas wo paigaam nahi diya karte.
Sach hai yeh jhooth ki umar to lambi hoti hai,
Par kabhi aayine ko apni parchaai nahi diya karte.
Aayine Ko Parchai
- Written by: Krishna Khanna
- Parent Category: Kuch Kalam Se
- Hits: 2166