Sharafat Se Dar Lagta Hai

Shajar par jab phoolo ke sang phal aate hai;
Jhukhte hai aksar jinke wajood mein dum aajaata hai.
Dekhkar sitam zamaane ke, in sharifo par;
Ab toh mujhe apni sharafat se dar lagta hai.