Kaatil Abhi Thaka Nahi

Dard abhi mita nahi,
Zakhm abhi bhi bhara nahi,
Fir khanjar liye tayyar hai zindagi,
Jaane kyu kaatil abhi thaka nahi.