Zindagi Jiyo Isqadar

Zindagi jiyo kuch tum isqadar,
Naam tumhaara sab adab se liya kare.
Fasle na ho kabhi manzil me,
Duaayein bas tumhe yahi sab diya kare.