Har Jageh Hain Sannata

Har jageh hain sannata,
Har jageh hain khamoshi,
Hoti thi jaha chehel pehel har din,
Aaj waha har pal hain mayusi.

Pal bhar ke liye band hui ankhe
To juda ho gaye,
Saath tha zindagi bhar to ab for kyu bichad gaye.
Har chehre par udasi si dikhti hain,
Jaise zindagi ek poorna viram likhti hain.
Hain aashish hamesha saath,
Par bas un kadamo ki aahat ki kuch aur thi baat.
Yaad ayengi ab un meethe lamho ki hansi
Jaane hain kaisi zindagi aur kis rah par hain chali.