Chhalakta Hai Jaam

Paimaana toot na jaaye ise sambhalkar uthaana,
Jhalakta hai in aakho se mere dard ka jaam.
Lagta hai aaj kisine yaado ka pitaara khola hai,
Yuh na chhalakta tha kabhi mere haatho se yeh jaam.