Written by Krishna Khanna Category: Kuch Kalam Se
Hits: 1021

Dil mein ek dastak hui,
fir dhadkan ki saaz badal gayi,
Chaar boondein jo chhalki aasmaan se,
fir barsaat ho gayi,
Muskuraakar jo dekha apne aur haath badhaaya,
fir dosti ki nayi shuruwaat ho gayi.